Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz, Urdu Ghazal By Rind Lakhnavi

Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Rind Lakhnavi. Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اللہ کے بھی گھر سے ہے کوئے بتاں عزیز

رند لکھنوی

اللہ کے بھی گھر سے ہے کوئے بتاں عزیز

کعبہ سے بھی زیادہ ہے ہندوستاں عزیز

یہ مشت خاک ہو کہیں مقبول‌ بارگاہ

مٹی ہماری کر بھی چکے آسماں عزیز

شکوے کی جائے غیر سے باقی نہیں رہی

دشمن سے بھی زیادہ ہیں خوبان جاں عزیز

ہستی عدم سے لائی ہے کس ملک غیر میں

کوئی نہ آشنا ہے ہمارا نہ یاں عزیز

اے رندؔ اپنے عہد میں قدر سخن نہیں

ہر عصر میں وگرنہ تھے اہل زباں عزیز

رند لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz

Rind Lakhnavi

allah ke bhi ghar se hai ku-e-butan aziz
kabe se bhi ziyaada hai hindostan aziz

ye musht-e-KHak ho kahin maqbul-e-bargah
miTTi hamari kar bhi chuke aasman aziz

shikwe ki ja-e-ghair se baqi nahin rahi
dushman se bhi ziyaada hain KHuban-e-jaan aziz

hasti adam se lai hai kis mulk-e-ghair mein
koi na aashna hai hamara na yan aziz

ai 'rind' apne ahd mein qadr-e-suKHan nahin
har asr mein wagarna the ahl-e-zaban aziz

(357) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz written by Rind Lakhnavi at UrduPoint. Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz is one of the masterpieces written by Rind Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Rind Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rind Lakhnavi' above.

Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz is a widely read Urdu Ghazal. If you like Allah Ke Bhi Ghar Se Hai Ku-e-butan Aziz, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.