Paiman-e-wafa, Urdu Nazam By Riyaz Anwar
Paiman-e-wafa is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Riyaz Anwar. Paiman-e-wafa comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Paiman-e-wafa on this page of UrduPoint.
پیمان وفا
ریاض انور
روشنی کی ایک ہلکی سی کرن
ظلم کے گہرے اندھیروں سے اٹھی
دور جا کر جگمگاتی برف کے
کوہ پر انوار میں گم ہو گئی
پھول نیلا آسماں رخسار و لب
اس کرن کی راہ میں یوں آ گئے
ہم کہ جو نقد دل و جاں لے کے ساتھ
درد کی راہوں پہ تھے محو سفر
اپنے ہی آدرش سے شرما گئے
ہنس رہا ہے وقت کا زخمی کنول
زندگی کی اس سنہری مات پر
اہل دل پھر بھی رواں ہیں سوئے دار
تحفۂ جاں لے کے اپنے ہات پر
ہم نے چاہا تھا اسے ہر بزم میں
اب بھی چاہیں گے اسے ہر موڑ پر
قتل گاہ زندگی میں ہر گھڑی
اب بھی ڈھونڈے گی اسے اپنی نظر
ریاض انور
© UrduPoint.com
All Rights Reserved
Paiman-e-wafa
Riyaz Anwar
zulm ke gahre andheron se uThi
dur ja kar jagmagati barf ke
koh-e-pur-anwar mein gum ho gai
phul nila aasman ruKHsar-o-lab
us kiran ki rah mein yun aa gae
hum ki jo naqd-e-dil-o-jaan le ke sath
dard ki rahon pe the mahw-e-safar
apne hi aadarsh se sharma gae
hans raha hai waqt ka zaKHmi kanwal
zindagi ki is sunahri mat par
ahl-e-dil phir bhi rawan hain su-e-dar
tohfa-e-jaan le ke apne hat par
hum ne chaha tha use har bazm mein
ab bhi chahenge use har moD par
qatl-gah-e-zindagi mein har ghaDi
ab bhi DhunDegi use apni nazar
(668) ووٹ وصول ہوئے
Related Riyaz Anwar Poetry
More Riyaz Anwar Poetry
میرے ساتھی ترے اور مرے درمیان
Riyaz Anwar - ریاض انور
Mere Sathi Tere Aur Mere Darmiyan

زیر لب آپ گنگنائے ہیں
Riyaz Anwar - ریاض انور
Zer-e-lab Aap Gungunae Hain

نظر میں مدتوں عبرت کا منظر بیٹھ جاتا ہے
Riyaz Anwar - ریاض انور
Nazar Mein Muddaton Ibrat Ka Manzar Baith Jata Hai

روشنی کی تلاش
Riyaz Anwar - ریاض انور
Raushni Ki Talash

مقام آخر شب
Riyaz Anwar - ریاض انور
Maqam-e-akhir-e-shab

دو کرنیں
Riyaz Anwar - ریاض انور
Do Kirnen

ہے عام ویسے تو کہلائے جو نقاب یہاں
Riyaz Anwar - ریاض انور
Hai Aam Waise To Kahlae Jo Naqab Yahan

میراث
Riyaz Anwar - ریاض انور
Miras

You can read Paiman-e-wafa written by Riyaz Anwar at UrduPoint. Paiman-e-wafa is one of the masterpieces written by Riyaz Anwar. You can also find the complete poetry collection of Riyaz Anwar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyaz Anwar' above.
Paiman-e-wafa is a widely read Urdu Nazam. If you like Paiman-e-wafa, you will also like to read other famous Urdu Nazam.
You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.