Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki, Urdu Ghazal By Riyazat Ali Shaiq

Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyazat Ali Shaiq. Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تعریف سن رہے ہیں تمہارے جمال کی

ریاضت علی شائق

تعریف سن رہے ہیں تمہارے جمال کی

تحریر کیجئے کوئی صورت وصال کی

لے کر تمہارا نام جو جیتے ہیں عمر بھر

تم کو بھی کچھ خبر ہے غریبوں کے حال کی

دل میں ہمارے ظلمت غم کا گزر نہیں

اک شمع جل رہی ہے کسی کے خیال کی

ساقی سے ہے شراب حسیں تر کی آرزو

تصویر کھینچنی ہے کسی کے جمال کی

دل لے کے پہلے دل کا ہی پھر حال پوچھنا

بس آپ کی یہی تو ادا ہے کمال کی

وہ دن بھی تھے کہ آپ کو شائقؔ سے ربط تھا

باتیں ہوئی ہیں آج وہ خواب و خیال کی

ریاضت علی شائق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki

Riyazat Ali Shaiq

tarif sun rahe hain tumhaare jamal ki
tahrir kijiye koi surat visal ki

le kar tumhaara nam jo jite hain umr bhar
tum ko bhi kuchh KHabar hai gharibon ke haal ki

dil mein hamare zulmat-e-gham ka guzar nahin
ek shama jal rahi hai kisi ke KHayal ki

saqi se hai sharab-e-hasin-tar ki aarzu
taswir khinchni hai kisi ke jamal ki

dil le ke pahle dil ka hi phir haal puchhna
bas aap ki yahi to ada hai kamal ki

wo din bhi the ki aap ko 'shaeq' se rabt tha
baaten hui hain aaj wo KHwab-o-KHayal ki

(299) ووٹ وصول ہوئے

You can read Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki written by Riyazat Ali Shaiq at UrduPoint. Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki is one of the masterpieces written by Riyazat Ali Shaiq. You can also find the complete poetry collection of Riyazat Ali Shaiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyazat Ali Shaiq' above.

Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tarif Sun Rahe Hain Tumhaare Jamal Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.