Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae, Urdu Ghazal By Riyazat Ali Shaiq

Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyazat Ali Shaiq. Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صحرا میں اب تو جا کر اک گھر بنایا جائے

ریاضت علی شائق

صحرا میں اب تو جا کر اک گھر بنایا جائے

بستی سے بھر گیا دل جنگل بسایا جائے

کیوں اپنے غم کی ان سے حالت بیان کر کے

مٹی میں آبرو کو اپنی ملایا جائے

سودائے عاشقی کا ہے آج پھر تقاضا

پھر قیس کے جنوں کا جلوہ دکھایا جائے

آؤ کہ شیخ جی کو ساغر دکھا کے دیکھیں

اک بار شیخ کو بھی اب آزمایا جائے

شاید ہمارے گھر پر وہ بھول کر ہی آئیں

اس آسرے پہ اپنے گھر کو سجایا جائے

اس سنگ دل کے شائقؔ بدلے ہوئے ہیں تیور

اپنا فسانۂ دل کیوں کر سنایا جائے

ریاضت علی شائق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae

Riyazat Ali Shaiq

sahra mein ab to ja kar ek ghar banaya jae
basti se bhar gaya dil jangal basaya jae

kyon apne gham ki un se haalat bayan kar ke
miTTi mein aabru ko apni milaya jae

sauda-e-ashiqi ka hai aaj phir taqaza
phir qais ke junun ka jalwa dikhaya jae

aao ki shaiKH ji ko saghar dikha ke dekhen
ek bar shaiKH ko bhi ab aazmaya jae

shayad hamare ghar par wo bhul kar hi aaen
is aasare pe apne ghar ko sajaya jae

us sang-dil ke 'shaeq' badle hue hain tewar
apna fasana-e-dil kyon kar sunaya jae

(307) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae written by Riyazat Ali Shaiq at UrduPoint. Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae is one of the masterpieces written by Riyazat Ali Shaiq. You can also find the complete poetry collection of Riyazat Ali Shaiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyazat Ali Shaiq' above.

Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahra Mein Ab To Ja Kar Ek Ghar Banaya Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.