Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya, Urdu Ghazal By Riyazat Ali Shaiq

Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Riyazat Ali Shaiq. Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل مرد مسلماں میں کسی بت کا قدم آیا

ریاضت علی شائق

دل مرد مسلماں میں کسی بت کا قدم آیا

مری دنیا میں تم آئے کہ پتھر کا صنم آیا

پئے نذر عقیدت لے کے جان و دل کا نذرانہ

صنم خانے کے در پر اک پرستار حرم آیا

اٹھاؤ جام و ساغر مے کشو کالی گھٹا چھائی

مناؤ جشن صہبا گھر کے پھر ابر کرم آیا

کرا دو غسل مے اے بادہ خوارو شیخ صاحب کو

بھری محفل میں میخانے کی شیخ محترم آیا

دکھا کے جام چھلکاتے ہیں مے کش آج واعظ کو

ہوئی ساقی کی جب چشم کرم رندوں میں دم آیا

وہیں سے چل دیا شائقؔ میں فوراً سوئے مے خانہ

مرے آگے جہاں بھی قصۂ دیر و حرم آیا

ریاضت علی شائق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya

Riyazat Ali Shaiq

dil-e-mard-e-musalman mein kisi but ka qadam aaya
meri duniya mein tum aae ki patthar ka sanam aaya

pae-nazr-e-aqidat le ke jaan-o-dil ka nazrana
sanam-KHane ke dar par ek parastar-e-haram aaya

uThao jam-o-saghar mai-kasho kali ghaTa chhai
manao jashn-e-sahba ghir ke phir abr-e-karam aaya

kara do ghusl-e-mai ai baada-KHwaro shaiKH sahab ko
bhari mahfil mein maiKHane ki shaiKH-e-mohtaram aaya

dikha ke jam chhalkate hain mai-kash aaj waiz ko
hui saqi ki jab chashm-e-karam rindon mein dam aaya

wahin se chal diya 'shaeq' main fauran su-e-mai-KHana
mere aage jahan bhi qissa-e-dair-o-haram aaya

(288) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya written by Riyazat Ali Shaiq at UrduPoint. Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya is one of the masterpieces written by Riyazat Ali Shaiq. You can also find the complete poetry collection of Riyazat Ali Shaiq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Riyazat Ali Shaiq' above.

Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil-e-mard-e-musalman Mein Kisi But Ka Qadam Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.