Dard Ki Lazzat Baqi Hai, Urdu Nazam By Rizwanullah

Dard Ki Lazzat Baqi Hai is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Rizwanullah. Dard Ki Lazzat Baqi Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Nazam. You can read Dard Ki Lazzat Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کی لذت باقی ہے

رضوان اللہ

کیا ٹوٹ گئی ہیں زنجیریں

کیا قید سے بندی چھوٹ گئے

کیا درد کے دفتر بند ہوئے

کیا جبر سے ہارا کوئی نہیں

کیا بھوک کا مارا کوئی نہیں

کیا کھیت کا مالک دہقاں ہے

کیا کھیت سے روزی پاتا ہے

کیا کھیت سے روزی پاتا ہے

کیا ہار کے شاعر بیٹھ رہے

کیا شعر بڑھا سب ڈوب گئے

اب دار پہ رکھے کون دیے

گو رات ستم کی باقی ہے

پھر کوئی مسیحا آئے گا

یا اپنی صلیبیں لے لے کر

ہر درد کا مارا جائے گا

رضوان اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ki Lazzat Baqi Hai

Rizwanullah

kya TuT gai hain zanjiren
kya qaid se bandi chhuT gae
kya dard ke daftar band hue
kya jabr se haara koi nahin
kya bhuk ka mara koi nahin
kya khet ka malik dahqan hai
kya khet se rozi pata hai
kya khet se rozi pata hai
kya haar ke shair baiTh rahe
kya sher baDha sab Dub gae
ab dar pe rakkhe kaun diye
go raat sitam ki baqi hai
phir koi masiha aaega
ya apni saliben le le kar
har dard ka mara jaega

(505) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ki Lazzat Baqi Hai written by Rizwanullah at UrduPoint. Dard Ki Lazzat Baqi Hai is one of the masterpieces written by Rizwanullah. You can also find the complete poetry collection of Rizwanullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Rizwanullah' above.

Dard Ki Lazzat Baqi Hai is a widely read Urdu Nazam. If you like Dard Ki Lazzat Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.