Zikr Un Ka Zaban Par Aaya, Urdu Ghazal By Roshan Siddiqui

Zikr Un Ka Zaban Par Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Roshan Siddiqui. Zikr Un Ka Zaban Par Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zikr Un Ka Zaban Par Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذکر ان کا زبان پر آیا

روشن صدیقی

ذکر ان کا زبان پر آیا

گویا مالک مکان پر آیا

خاندانی وہ ہو نہیں سکتا

جو مرے خاندان پر آیا

کھول کر کے شکستہ پر اپنے

پھر پرندہ اڑان پر آیا

جس گھڑی آئے وہ مرے گھر میں

دل مرا آسمان پر آیا

اس نے رکھا جو پیر پانی میں

جھوما دریا اپھان پر آیا

دھول روشنؔ پہ سب نے پھینکی تھی

داغ نہ اس کی شان پر آیا

روشن صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zikr Un Ka Zaban Par Aaya

Roshan Siddiqui

zikr un ka zaban par aaya
goya malik makan par aaya

KHandani wo ho nahin sakta
jo mere KHandan par aaya

khol kar ke shikasta par apne
phir parinda uDan par aaya

jis ghaDi aae wo mere ghar mein
dil mera aasman par aaya

us ne rakkha jo pair pani mein
jhuma dariya ufan par aaya

dhul 'raushan' pe sab ne phenki thi
dagh na us ki shan par aaya

(404) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zikr Un Ka Zaban Par Aaya written by Roshan Siddiqui at UrduPoint. Zikr Un Ka Zaban Par Aaya is one of the masterpieces written by Roshan Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Roshan Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Roshan Siddiqui' above.

Zikr Un Ka Zaban Par Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zikr Un Ka Zaban Par Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.