Aap Ki Rahbari Nahin Hoti, Urdu Ghazal By Roshan Siddiqui

Aap Ki Rahbari Nahin Hoti is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Roshan Siddiqui. Aap Ki Rahbari Nahin Hoti comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aap Ki Rahbari Nahin Hoti on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ کی رہبری نہیں ہوتی

روشن صدیقی

آپ کی رہبری نہیں ہوتی

زندگی زندگی نہیں ہوتی

روبرو تم سے گر نہیں آتے

دل کی دھڑکن تھمی نہیں ہوتی

چاہے درویش وہ قلندر ہو

خواہشوں میں کمی نہیں ہوتی

ذکر جاناں نہ جس میں شامل ہو

بندگی بندگی نہیں ہوتی

مختلف ہے مزاج دونوں کا

نثر میں شاعری نہیں ہوتی

دل کے ماروں کو ملتی جو منزل

تو یہاں خودکشی نہیں ہوتی

وقت رہتے گلے لگا لو تم

پیار میں بے رخی نہیں ہوتی

تم اگر چھوڑ کر نہیں جاتے

غم زدہ زندگی نہیں ہوتی

لاکھ کوشش کروں مگر روشنؔ

درد دل میں کمی نہیں ہوتی

روشن صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Ki Rahbari Nahin Hoti

Roshan Siddiqui

aap ki rahbari nahin hoti
zindagi zindagi nahin hoti

ru-ba-ru tum se gar nahin aate
dil ki dhaDkan thami nahin hoti

chahe darwesh wo qalandar ho
KHwahishon mein kami nahin hoti

zikr-e-jaanan na jis mein shamil ho
bandagi bandagi nahin hoti

muKHtalif hai mizaj donon ka
nasr mein shaeri nahin hoti

dil ke maron ko milti jo manzil
to yahan KHud-kushi nahin hoti

waqt rahte gale laga lo tum
pyar mein be-ruKHi nahin hoti

tum agar chhoD kar nahin jate
gham-zada zindagi nahin hoti

lakh koshish karun magar 'raushan'
dard-e-dil mein kami nahin hoti

(660) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aap Ki Rahbari Nahin Hoti written by Roshan Siddiqui at UrduPoint. Aap Ki Rahbari Nahin Hoti is one of the masterpieces written by Roshan Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Roshan Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Roshan Siddiqui' above.

Aap Ki Rahbari Nahin Hoti is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aap Ki Rahbari Nahin Hoti, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.