Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana, Urdu Ghazal By Saadat Aabidi

Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saadat Aabidi. Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طرح دنیا کے دل میں گھر بنا

سعادت عابدی

اس طرح دنیا کے دل میں گھر بنا

اپنی طرز گفتگو بہتر بنا

سوچ سے ہے ارتقائی انقلاب

سوچ کو اپنی نہ تو پتھر بنا

جس کے گرد و پیش گھومے کائنات

ہو سکے تو خود کو وہ محور بنا

روشنی جتنی بنائی آپ نے

یہ اندھیرا اور طاقت ور بنا

ہر طرف کار حفاظت دیکھ کر

اور بھی شدت سے دل میں ڈر بنا

تلملا اٹھیں سبھی سوئے ضمیر

ایسے کچھ حساس تر نشتر بنا

مشق کی ہے کتنے شیشے توڑ کر

تب سعادتؔ ایک شیشہ گر بنا

سعادت عابدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana

Saadat Aabidi

is tarah duniya ke dil mein ghar bana
apni tarz-e-guftugu behtar bana

soch se hai irtiqai inqalab
soch ko apni na tu patthar bana

jis ke gird-o-pesh ghume kaenat
ho sake to KHud ko wo mehwar bana

raushni jitni banai aap ne
ye andhera aur taqat-war bana

har taraf kar-e-hifazat dekh kar
aur bhi shiddat se dil mein Dar bana

tilmila uThen sabhi soe zamir
aise kuchh hassas-tar nashtar bana

mashq ki hai kitne shishe toD kar
tab 'saadat' ek shishagar bana

(444) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana written by Saadat Aabidi at UrduPoint. Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana is one of the masterpieces written by Saadat Aabidi. You can also find the complete poetry collection of Saadat Aabidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saadat Aabidi' above.

Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Tarah Duniya Ke Dil Mein Ghar Bana, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.