PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai, Urdu Ghazal By Saadullah Khan Asar Malkapur

PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saadullah Khan Asar Malkapur. PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پیڑ احساس کا جذبات کا پھل دیتا ہے

سعد اللہ خاں اثر ملکا پوری

پیڑ احساس کا جذبات کا پھل دیتا ہے

یہ شجر آج کا حاصل ہمیں کل دیتا ہے

حوصلہ کہتے ہیں اک راہ عمل دیتا ہے

حوصلہ مند تو تقدیر بدل دیتا ہے

سب کی یکساں ہی گزر جائے کہاں ہے ممکن

وہ تو نادان ہے جو مونچھ پہ بل دیتا ہے

سانپ فطرت میں فقط سانپ ہوا کرتا ہے

دودھ پی لیتا ہے اور زہر اگل دیتا ہے

اے اثرؔ کہتی ہے دنیا جسے انساں کا ضمیر

فیصلہ جب بھی یہ دیتا ہے اٹل دیتا ہے

سعد اللہ خاں اثر ملکا پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai

Saadullah Khan Asar Malkapur

peD ehsas ka jazbaat ka phal deta hai
ye shajar aaj ka hasil hamein kal deta hai

hausla kahte hain ek rah-e-amal deta hai
hausla-mand to taqdir badal deta hai

sab ki yaksan hi guzar jae kahan hai mumkin
wo to nadan hai jo munchh pe bal deta hai

sanp fitrat mein faqat sanp hua karta hai
dudh pi leta hai aur zahr ugal deta hai

ai 'asar' kahti hai duniya jise insan ka zamir
faisla jab bhi ye deta hai aTal deta hai

(374) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai written by Saadullah Khan Asar Malkapur at UrduPoint. PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai is one of the masterpieces written by Saadullah Khan Asar Malkapur. You can also find the complete poetry collection of Saadullah Khan Asar Malkapur by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saadullah Khan Asar Malkapur' above.

PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like PeD Ehsas Ka Jazbaat Ka Phal Deta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.