Yahi Faqat Meri Zindagi Hai, Urdu Ghazal By Saba Azeez

Yahi Faqat Meri Zindagi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Azeez. Yahi Faqat Meri Zindagi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahi Faqat Meri Zindagi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہی فقط میری زندگی ہے

صبا عزیز

یہی فقط میری زندگی ہے

تری اطاعت ہی بندگی ہے

وہ آج سیر چمن کو آئے

گلوں کے چہروں پہ تازگی ہے

یہ ان کی ذرہ نوازیاں ہیں

جو دل کی بستی میں تیرگی ہے

جو میں نے پوچھا وفا کا مطلب

وہ ہنس کے بولے دوانگی ہے

یہ ان کا دست کرم ہے مجھ پر

جو بات اب تک بنی ہوئی ہے

یہ زخم دل کی دوا ہے یاروں

صباؔ کی جو شعر و شاعری ہے

صبا عزیز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahi Faqat Meri Zindagi Hai

Saba Azeez

yahi faqat meri zindagi hai
teri itaat hi bandagi hai

wo aaj sair-e-chaman ko aae
gulon ke chehron pe tazgi hai

ye un ki zarra-nawaziyan hain
jo dil ki basti mein tirgi hai

jo main ne puchha wafa ka matlab
wo hans ke bole diwangi hai

ye un ka dast-e-karam hai mujh par
jo baat ab tak bani hui hai

ye zaKHm-e-dil ki dawa hai yaron
'saba' ki jo sher-o-shaeri hai

(422) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahi Faqat Meri Zindagi Hai written by Saba Azeez at UrduPoint. Yahi Faqat Meri Zindagi Hai is one of the masterpieces written by Saba Azeez. You can also find the complete poetry collection of Saba Azeez by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Azeez' above.

Yahi Faqat Meri Zindagi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahi Faqat Meri Zindagi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.