Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar, Urdu Ghazal By Saba Ikram

Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Ikram. Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قدموں تلے تو دیکھ کے مجھ کو نہ طنز کر

صبا اکرام

قدموں تلے تو دیکھ کے مجھ کو نہ طنز کر

سایہ ہوں دن ڈھلا تو میں ہوں گا طویل تر

اک چیخ دب کے رہ گئی نعروں کے شور میں

آگے جلوس بڑھ گیا اک لاش روند کر

ڈرتا ہوں سن کے صبح کے قدموں کی آہٹیں

میں ایک زرد رات کا ہوں آخری پہر

چاروں طرف ہے آگ تعاقب میں آپ کے

بہتر یہی ہے جائیے دریا میں اب اتر

اکرامؔ ایک درد کا اس دل میں ہے نواس

آباد ایک سنت کے دم سے ہے یہ کھنڈر

صبا اکرام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar

Saba Ikram

qadmon tale tu dekh ke mujh ko na tanz kar
saya hun din Dhala to main hunga tawil-tar

ek chiKH dab ke rah gai naron ke shor mein
aage julus baDh gaya ek lash raund kar

Darta hun sun ke subh ke qadmon ki aahaTen
main ek zard raat ka hun aaKHiri pahar

chaaron taraf hai aag taaqub mein aap ke
behtar yahi hai jaiye dariya mein ab utar

'ikram' ek dard ka is dil mein hai niwas
aabaad ek sant ke dam se hai ye khanDar

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar written by Saba Ikram at UrduPoint. Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar is one of the masterpieces written by Saba Ikram. You can also find the complete poetry collection of Saba Ikram by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Ikram' above.

Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qadmon Tale Tu Dekh Ke Mujhko Na Tanz Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.