Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai, Urdu Ghazal By Saba Ikram

Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Ikram. Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کو دیکھوں تو کبھی میں بھی کہ وہ کیسی ہے

صبا اکرام

اس کو دیکھوں تو کبھی میں بھی کہ وہ کیسی ہے

میرے پیچھے جو صباؔ گھر میں مرے رہتی ہے

جلتے سانسوں کے گھنے دشت میں جاری ہے سفر

جاں ابھی قہر کے خطروں سے کہاں چھوٹی ہے

اب کوئی خوابوں کا جھولا بھی لگائے تو کہاں

شب کے پیڑوں کی ہر اک شاخ حسیں ٹوٹی ہے

اس کے آنگن میں کھرے نیم کی چنچل چھایا

شام سے ہی مری دہلیز پہ آ بیٹھی ہے

گم ہوئی ہے صباؔ لوہے کے پلوں کے نیچے

گاؤں کی شوخ ندی شہر میں جب پہنچی ہے

صبا اکرام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai

Saba Ikram

us ko dekhun to kabhi main bhi ki wo kaisi hai
mere pichhe jo 'saba' ghar mein mere rahti hai

jalte sanson ke ghane dasht mein jari hai safar
jaan abhi qahr ke KHatron se kahan chhuTi hai

ab koi KHwabon ka jhula bhi lagae to kahan
shab ke peDon ki har ek shaKH-e-hasin TuTi hai

us ke aangan mein khare nim ki chanchal chhaya
sham se hi meri dahliz pe aa baiThi hai

gum hui hai 'saba' lohe ke pulon ke niche
ganw ki shoKH nadi shahr mein jab pahunchi hai

(506) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai written by Saba Ikram at UrduPoint. Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai is one of the masterpieces written by Saba Ikram. You can also find the complete poetry collection of Saba Ikram by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Ikram' above.

Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usko Dekhun To Kabhi Main Bhi Ki Wo Kaisi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.