De Diya Jo Maqam Us Ka Hai, Urdu Ghazal By Saba Mumtaz Bano

De Diya Jo Maqam Us Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saba Mumtaz Bano. De Diya Jo Maqam Us Ka Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read De Diya Jo Maqam Us Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دے دیا جو مقام اس کا ہے

صبا ممتاز بانو

دے دیا جو مقام اس کا ہے

دل کی بستی میں نام اس کا ہے

زندگی کی یہی صداقت ہے

جس کی دنیا نظام اس کا ہے

وقت کتنا گزر گیا پھر بھی

میرے دل میں قیام اس کا ہے

کتنے سالوں کے بعد میرے لیے

آج آیا سلام اس کا ہے

کب بھلایا اسے صباؔ میں نے

ذکر تو صبح و شام اس کا ہے

صبا ممتاز بانو

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

De Diya Jo Maqam Us Ka Hai

Saba Mumtaz Bano

de diya jo maqam us ka hai
dil ki basti mein nam us ka hai

zindagi ki yahi sadaqat hai
jis ki duniya nizam us ka hai

waqt kitna guzar gaya phir bhi
mere dil mein qiyam us ka hai

kitne salon ke ba'd mere liye
aaj aaya salam us ka hai

kab bhulaya use 'saba' main ne
zikr to subh-o-sham us ka hai

(248) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read De Diya Jo Maqam Us Ka Hai written by Saba Mumtaz Bano at UrduPoint. De Diya Jo Maqam Us Ka Hai is one of the masterpieces written by Saba Mumtaz Bano. You can also find the complete poetry collection of Saba Mumtaz Bano by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saba Mumtaz Bano' above.

De Diya Jo Maqam Us Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like De Diya Jo Maqam Us Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.