Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai, Urdu Ghazal By Sabeeha Farhat Sambhali

Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabeeha Farhat Sambhali. Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے شعروں میں عکس زندگی ہے

صبیحہ فرحت سنبھلی

مرے شعروں میں عکس زندگی ہے

جو دیکھا ہے سدا لکھا وہی ہے

مسرت ہے نہ آنکھوں میں نمی ہے

طبیعت میں عجب افسردگی ہے

لگی تھیں جس نشیمن پر نگاہیں

اسی پر تاک کے بجلی گری ہے

نہ سمجھے محسنوں کی جو اذیت

بھلا کس کام کا وہ آدمی ہے

مسافت ہے تھکن ہے اور میں ہوں

مرے ہمراہ میری بے کسی ہے

ہر اک کے دل میں ہے بغض و عداوت

یہ کیسا شہر امن و آشتی ہے

مفاعیلن مفاعیلن فعولن

غزل اس بحر میں فرحتؔ تلی ہے

صبیحہ فرحت سنبھلی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai

Sabeeha Farhat Sambhali

mere sheron mein aks-e-zindagi hai
jo dekha hai sada likkha wahi hai

masarrat hai na aankhon mein nami hai
tabiat mein ajab afsurdagi hai

lagi thin jis nasheman par nigahen
usi par tak ke bijli giri hai

na samjhe muhsinon ki jo aziyyat
bhala kis kaam ka wo aadmi hai

masafat hai thakan hai aur main hun
mere ham-rah meri be-kasi hai

har ek ke dil mein hai bughz-o-adawat
ye kaisa shahr-e-amn-o-ashati hai

mafailun mafailun faulun
ghazal is bahr mein 'farhat' tuli hai

(301) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai written by Sabeeha Farhat Sambhali at UrduPoint. Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai is one of the masterpieces written by Sabeeha Farhat Sambhali. You can also find the complete poetry collection of Sabeeha Farhat Sambhali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabeeha Farhat Sambhali' above.

Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Sheron Mein Aks-e-zindagi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.