Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur, Urdu Ghazal By Sabihuddin Shaibi

Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabihuddin Shaibi. Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گرنے والی ہے بہت جلد یہ سرکار حضور

صبیح الدین شعیبی

گرنے والی ہے بہت جلد یہ سرکار حضور

ہاں نظر آتے ہیں ایسے ہی کچھ آثار حضور

کارواں یوں ہی بھٹکتا رہے ہر بار حضور

نیک نیت نہ ہوں گر قافلۂ سالار حضور

وہ جو از خود ہی بنے بیٹھے ہیں سردار حضور

وقت اک دن انہیں لائے گا سر دار حضور

خود کو دیتے ہیں وہ دھوکا یوں ہی بیکار حضور

جو خطاؤں کا نہیں کرتے ہیں اقرار حضور

سامنے آ کے رہے سچ سر بازار حضور

کوئی کتنا ہی کرے جھوٹ کا پرچار حضور

صبیح الدین شعیبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur

Sabihuddin Shaibi

girne wali hai bahut jald ye sarkar huzur
han nazar aate hain aise hi kuchh aasar huzur

karwan yunhi bhaTakta rahe har bar huzur
nek niyyat na hon gar qafila-e-salar huzur

wo jo az-KHud hi bane baiThe hain sardar huzur
waqt ek din unhen laega sar-e-dar huzur

KHud ko dete hain wo dhoka yunhi be-kar huzur
jo KHataon ka nahin karte hain iqrar huzur

samne aa kai rahe sach sar-e-bazar huzur
koi kitna hi kare jhuT ka parchaar huzur

(456) ووٹ وصول ہوئے

You can read Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur written by Sabihuddin Shaibi at UrduPoint. Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur is one of the masterpieces written by Sabihuddin Shaibi. You can also find the complete poetry collection of Sabihuddin Shaibi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabihuddin Shaibi' above.

Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur is a widely read Urdu Ghazal. If you like Girne Wali Hai Bahut Jald Ye Sarkar Huzur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.