Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De, Urdu Ghazal By Sabihuddin Shaibi

Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabihuddin Shaibi. Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں جو کہتا ہوں تو کجروی چھوڑ دے

صبیح الدین شعیبی

میں جو کہتا ہوں تو کجروی چھوڑ دے

وہ یہ کہتی ہے تو دوستی چھوڑ دے

میں یہ کہتا ہوں مجھ کو دوانہ بنا

وہ یہ کہتی ہے دیوانگی چھوڑ دے

جب میں تعریف کرتا ہوں اس کی کبھی

تب وہ کہتی ہے بس شاعری چھوڑ دے

جب کبھی دل کی باتیں بتاتا ہوں میں

تب وہ کہتی ہے اب دل لگی چھوڑ دے

جب میں کہتا ہوں ہے جان حاضر مری

وہ یہ کہتی ہے اب جاں مری چھوڑ دے

جب میں کہتا ہوں جینا ہے مشکل بہت

تب وہ کہتی ہے جا زندگی چھوڑ دے

صبیح الدین شعیبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De

Sabihuddin Shaibi

main jo kahta hun tu kajrawi chhoD de
wo ye kahti hai tu dosti chhoD de

main ye kahta hun mujh ko diwana bana
wo ye kahti hai diwangi chhoD de

jab main tarif karta hun us ki kabhi
tab wo kahti hai bas shairi chhoD de

jab kabhi dil ki baaten batata hun main
tab wo kahti hai ab dil lagi chhoD de

jab main kahta hun hai jaan hazir meri
wo ye kahti hai ab jaan meri chhoD de

jab main kahta hun jina hai mushkil bahut
tab wo kahti hai ja zindagi chhoD de

(470) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De written by Sabihuddin Shaibi at UrduPoint. Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De is one of the masterpieces written by Sabihuddin Shaibi. You can also find the complete poetry collection of Sabihuddin Shaibi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabihuddin Shaibi' above.

Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Jo Kahta Hun Tu Kajrawi ChhoD De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.