Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko, Urdu Ghazal By Sabir Afaqi

Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Afaqi. Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ کسی میں نظر آئی یہ کرامت مجھ کو

صابر آفاقی

نہ کسی میں نظر آئی یہ کرامت مجھ کو

ورنہ کیوں سونپتے دنیا کی امامت مجھ کو

ایک مدت سے مجھے ڈھونڈ رہے تھے احباب

اب ملا ہوں تو نہ چھوڑیں گے سلامت مجھ کو

تو اگر میرا خدا ہے تو مرے پاس بھی آ

دور افلاک سے دے اور صدا مت مجھ کو

ان عذابوں سے بڑا اور کہاں کوئی عذاب

سہل لگتا ہے بہت خوف قیامت مجھ کو

روز دھرتی وہی دیکھوں وہی گردوں دیکھوں

زہر لگتی ہے یہ عالم کی قدامت مجھ کو

جانے کیوں بیٹھنے دیتا نہیں صابرؔ ہرگز

ایک بے نام سا احساس ندامت مجھ کو

صابر آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko

Sabir Afaqi

na kisi mein nazar aai ye karamat mujh ko
warna kyon saunpte duniya ki imamat mujh ko

ek muddat se mujhe DhunD rahe the ahbab
ab mila hun to na chhoDenge salamat mujh ko

tu agar mera KHuda hai to mere pas bhi aa
dur aflak se de aur sada mat mujh ko

in azabon se baDa aur kahan koi azab
sahl lagta hai bahut KHauf-e-qayamat mujh ko

roz dharti wahi dekhun wahi gardun dekhun
zahr lagti hai ye aalam ki qadamat mujh ko

jaane kyon baiThne deta nahin 'sabir' hargiz
ek be-nam sa ehsas-e-nadamat mujh ko

(459) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko written by Sabir Afaqi at UrduPoint. Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko is one of the masterpieces written by Sabir Afaqi. You can also find the complete poetry collection of Sabir Afaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Afaqi' above.

Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Kisi Mein Nazar Aai Ye Karamat Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.