Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka, Urdu Ghazal By Sabir Afaqi

Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Afaqi. Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھیر دیتے ہیں رخ وہ طوفاں کا

صابر آفاقی

پھیر دیتے ہیں رخ وہ طوفاں کا

کیوں سہارا نہ لوں میں داماں کا

تیرے آنے سے آ گئی ہے بہار

بخت جاگا ہے شہر ویراں کا

جان و دل اس کی دید کے مشتاق

وہی محبوب ہے دل و جاں کا

جس کے بندے قضا میں اڑتے ہیں

میں بھی ہوں بندہ اس سلیماں کا

اس کا چہرہ دکھا رہا ہے ہمیں

سارا منظر ہی اک گلستاں کا

کیسی اقلیم میں مقیم ہیں ہم

آدمی واں نہ جا سکے یاں کا

اس کے محضر میں کیا بیان کروں

وہ تو بینا ہے حال پنہاں کا

جس کو ڈالا تھا قید میں صابرؔ

شاہزادہ تھا وہ تو ایراں کا

صابر آفاقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka

Sabir Afaqi

pher dete hain ruKH wo tufan ka
kyon sahaara na lun main daman ka

tere aane se aa gai hai bahaar
baKHt jaga hai shahr-e-viran ka

jaan-o-dil us ki did ke mushtaq
wahi mahbub hai dil-o-jaan ka

jis ke bande qaza mein uDte hain
main bhi hun banda us sulaiman ka

us ka chehra dikha raha hai hamein
sara manzar hi ek gulistan ka

kaisi iqlim mein muqim hain hum
aadmi wan na ja sake yan ka

us ke mahzar main kya bayan karun
wo to bina hai haal-e-pinhan ka

jis ko Dala tha qaid mein 'sabir'
shahzada tha wo to iran ka

(438) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka written by Sabir Afaqi at UrduPoint. Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka is one of the masterpieces written by Sabir Afaqi. You can also find the complete poetry collection of Sabir Afaqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Afaqi' above.

Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pher Dete Hain RuKH Wo Tufan Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.