Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango, Urdu Ghazal By Sabir Amani

Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Amani. Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آدمی زاد ہو فطرت کے مطابق مانگو

صابر امانی

آدمی زاد ہو فطرت کے مطابق مانگو

جاؤ دل کھول کے شہوت کے مطابق مانگو

اس میں کس بات کا ڈرنا کہ کوئی دیکھے گا

اپنی اوقات و ضرورت کے مطابق مانگو

اس بکھیڑے میں میسر کے مطابق پڑنا

عشق حالات سے فرصت کے مطابق مانگو

ہاں یہ لازم ہے کہ رائج کا بھرم رکھو تم

رب سے اپنوں کی شریعت کے مطابق مانگو

اتنا مانگو جو طریقے سے اٹھا سکتے ہو

یار دامن کی سہولت کے مطابق مانگو

بات سنتا ہے سوالی کا بھرم رکھتا ہے

کھل کے درویش کی شہرت کے مطابق مانگو

صابر امانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango

Sabir Amani

aadmi-zad ho fitrat ke mutabiq mango
jao dil khol ke shahwat ke mutabiq mango

is mein kis baat ka Darna ki koi dekhega
apni auqat-o-zarurat ke mutabiq mango

is bakheDe mein mayassar ke mutabiq paDna
ishq haalat se fursat ke mutabiq mango

han ye lazim hai ki raij ka bharam rakkho tum
rab se apnon ki shariat ke mutabiq mango

itna mango jo tariqe se uTha sakte ho
yar daman ki suhulat ke mutabiq mango

baat sunta hai sawali ka bharam rakhta hai
khul ke darwesh ki shohrat ke mutabiq mango

(514) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango written by Sabir Amani at UrduPoint. Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango is one of the masterpieces written by Sabir Amani. You can also find the complete poetry collection of Sabir Amani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Amani' above.

Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadmi-zad Ho Fitrat Ke Mutabiq Mango, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.