Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai, Urdu Ghazal By Sabir Shah Sabir

Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Shah Sabir. Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن میں کچھ قیاس رہتا ہے

صابر شاہ صابر

ذہن میں کچھ قیاس رہتا ہے

نصف خالی گلاس رہتا ہے

ہر طرف رنگ و نور ہے پھر بھی

شہر کیوں کر اداس رہتا ہے

مفلسی میں بھی ہاتھ پھیلائیں

کچھ تو عزت کا پاس رہتا ہے

امن کا قتل ہو گیا جب سے

شہر اب بد حواس رہتا ہے

تیز رفتار زندگانی میں

حادثہ آس پاس رہتا ہے

دور پتھر کا پھر سے لوٹ آیا

اب جہاں بے لباس رہتا ہے

ہم فقیروں کا طرز ہے صابرؔ

تن پہ سادہ لباس رہتا ہے

صابر شاہ صابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai

Sabir Shah Sabir

zehn mein kuchh qayas rahta hai
nisf KHali gilas rahta hai

har taraf rang-o-nur hai phir bhi
shahr kyun kar udas rahta hai

muflisi mein bhi hath phailaen
kuchh to izzat ka pas rahta hai

amn ka qatl ho gaya jab se
shahr ab bad-hawas rahta hai

tez raftar zindagani mein
hadisa aas-pas rahta hai

daur patthar ka phir se lauT aaya
ab jahan be-libas rahta hai

hum faqiron ka tarz hai 'sabir'
tan pe sada libas rahta hai

(382) ووٹ وصول ہوئے

You can read Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai written by Sabir Shah Sabir at UrduPoint. Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai is one of the masterpieces written by Sabir Shah Sabir. You can also find the complete poetry collection of Sabir Shah Sabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Shah Sabir' above.

Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Mein Kuchh Qayas Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.