ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi, Urdu Ghazal By Sabir Shah Sabir

ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sabir Shah Sabir. ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم پر پھونک بھی دوا جیسی

صابر شاہ صابر

زخم پر پھونک بھی دوا جیسی

ماں کی ہر بات ہے دعا جیسی

مدتوں سے سفر میں ہوں پھر بھی

انتہا کیوں ہے ابتدا جیسی

چھوٹی دنیا کی یہ بڑی خبریں

تیز رفتار ہیں ہوا جیسی

میری ہم راہ بن کے چلتی ہیں

مشکلیں تو ہیں دل ربا جیسی

جب بھی بھٹکا ترا خیال آیا

تیری یادیں ہیں نقش پا جیسی

ان کی یہ مہربانیاں ہم پر

دھوپ کے شہر میں گھٹا جیسی

اجنبی شہر نے دئے صابرؔ

دن کڑا رات کربلا جیسی

صابر شاہ صابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi

Sabir Shah Sabir

zaKHm par phunk bhi dawa jaisi
man ki har baat hai dua jaisi

muddaton se safar mein hun phir bhi
intiha kyon hai ibtida jaisi

chhoTi duniya ki ye baDi KHabren
tez raftar hain hawa jaisi

meri hamrah ban ke chalti hain
mushkilen to hain dilruba jaisi

jab bhi bhaTka tera KHayal aaya
teri yaaden hain naqsh-e-pa jaisi

un ki ye mehrbaniyan hum par
dhup ke shahr mein ghaTa jaisi

ajnabi shahr ne diye 'sabir'
din kaDa raat karbala jaisi

(427) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi written by Sabir Shah Sabir at UrduPoint. ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi is one of the masterpieces written by Sabir Shah Sabir. You can also find the complete poetry collection of Sabir Shah Sabir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sabir Shah Sabir' above.

ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Par Phunk Bhi Dawa Jaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.