Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya, Urdu Ghazal By Sada Neotanvi

Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sada Neotanvi. Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب ہے طوفان مقابل تو خدا یاد آیا

صدا نیوتنوی

اب ہے طوفان مقابل تو خدا یاد آیا

ہو گیا دور جو ساحل تو خدا یاد آیا

عقل کی راہنمائی کا بھرم ٹوٹ گیا

سامنے آئے مسائل تو خدا یاد آیا

زندگی عیش کی چھاؤں میں گزاری ہم نے

جب نہ نکلا کوئی حاصل تو خدا یاد آیا

کیوں نہ جذبات کے طوفاں میں سنبھالا خود کو

رہ گیا ٹوٹ کے جب دل تو خدا یاد آیا

ہم نے خود سہل پسندی کا شعار اپنایا

آ گئے سخت مراحل تو خدا یاد آیا

زندگی بھر نہ کیا یاد اسے ہم نے صداؔ

آ گئی موت کی منزل تو خدا یاد آیا

صدا نیوتنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya

Sada Neotanvi

ab hai tufan muqabil to KHuda yaad aaya
ho gaya dur jo sahil to KHuda yaad aaya

aql ki rahnumai ka bharam TuT gaya
samne aae masail to KHuda yaad aaya

zindagi aish ki chhanw mein guzari hum ne
jab na nikla koi hasil to KHuda yaad aaya

kyon na jazbaat ke tufan mein sanbhaala KHud ko
rah gaya TuT ke jab dil to KHuda yaad aaya

hum ne KHud sahl-pasandi ka shiar apnaya
aa gae saKHt marahil to KHuda yaad aaya

zindagi bhar na kiya yaad use hum ne 'sada'
aa gai maut ki manzil to KHuda yaad aaya

(730) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya written by Sada Neotanvi at UrduPoint. Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya is one of the masterpieces written by Sada Neotanvi. You can also find the complete poetry collection of Sada Neotanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sada Neotanvi' above.

Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Hai Tufan Muqabil To KHuda Yaad Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.