Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin, Urdu Ghazal By Sada Neotanvi

Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sada Neotanvi. Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی جب تک با خدا ملتا نہیں

صدا نیوتنوی

کوئی جب تک با خدا ملتا نہیں

آدمی کو راستہ ملتا نہیں

دل کے اندر جھانک کر دیکھو ذرا

کون کہتا ہے خدا ملتا نہیں

ہیں نظر میں سیکڑوں چہرے مگر

پھول سا کوئی کھلا ملتا نہیں

ذہن کے سارے دریچے بند ہیں

دل کا دروازہ کھلا ملتا نہیں

کس قدر الجھی ہوئی ہے زندگی

ڈور کا کوئی سرا ملتا نہیں

سر تو دیکھے ہیں ترے در پر جھکے

دل مگر کوئی جھکا ملتا نہیں

ہر دوا ملتی ہے سنتا ہوں مگر

مرہم زخم صدا ملتا نہیں

اے صداؔ اتنے غموں کے باوجود

آنکھ میں آنسو بھرا ملتا نہیں

صدا نیوتنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin

Sada Neotanvi

koi jab tak ba-KHuda milta nahin
aadmi ko rasta milta nahin

dil ke andar jhank kar dekho zara
kaun kahta hai KHuda milta nahin

hain nazar mein saikDon chehre magar
phul sa koi khila milta nahin

zehn ke sare dariche band hain
dil ka darwaza khula milta nahin

kis qadar uljhi hui hai zindagi
Dor ka koi sira milta nahin

sar to dekhe hain tere dar par jhuke
dil magar koi jhuka milta nahin

har dawa milti hai sunta hun magar
marham-e-zaKHm-e-sada milta nahin

ai 'sada' itne ghamon ke bawajud
aankh mein aansu bhara milta nahin

(460) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin written by Sada Neotanvi at UrduPoint. Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin is one of the masterpieces written by Sada Neotanvi. You can also find the complete poetry collection of Sada Neotanvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sada Neotanvi' above.

Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Jab Tak Ba-KHuda Milta Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.