Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain, Urdu Ghazal By Saddam Hussain

Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saddam Hussain. Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو وفا کے عہد کے پابند ہیں

صدام حسین

جو وفا کے عہد کے پابند ہیں

اب جہاں میں لوگ ایسے چند ہیں

جو لڑیں جمہوریت کے واسطے

اب وہی حق دار قید و بند ہیں

رشک ان پر کیجیے جو آج بھی

دین کی دولت سے بہرہ مند ہیں

سب پہ اپنا آپ ظاہر ہے مگر

جانے پھر بھی لوگ کیوں خرسند ہیں

ہم کو کڑواہٹ سے کچھ مطلب نہیں

ہم جہاں والوں کی خاطر قند ہیں

خوشبوؤں کی آڑ میں پروازؔ اب

بیچتے کچھ لوگ ہر دم گند ہیں

صدام حسین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain

Saddam Hussain

jo wafa ke ahd ke paband hain
ab jahan mein log aise chand hain

jo laDen jamhuriyat ke waste
ab wahi haqdar-e-qaid-o-band hain

rashk un par kijiye jo aaj bhi
din ki daulat se bahra-mand hain

sab pe apna aap zahir hai magar
jaane phir bhi log kyon KHursand hain

hum ko kaDwahaT se kuchh matlab nahin
hum jahan walon ki KHatir qand hain

KHushbuon ki aaD mein 'parwaz' ab
bechte kuchh log har dam gand hain

(249) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain written by Saddam Hussain at UrduPoint. Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain is one of the masterpieces written by Saddam Hussain. You can also find the complete poetry collection of Saddam Hussain by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saddam Hussain' above.

Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Wafa Ke Ahd Ke Paband Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.