Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin, Urdu Ghazal By Sadiqa Fatimi

Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadiqa Fatimi. Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاند بدلی میں نہاں تھا ہم نے یہ جانا نہیں

صادقہ فاطمی

چاند بدلی میں نہاں تھا ہم نے یہ جانا نہیں

وقت کی تاریکیوں میں خود کو پہچانا نہیں

زندگی کی شورشوں میں وہ کہاں کیسے ہیں اب

بھول جائیں گے وہ ہم کو ہم نے یہ جانا نہیں

چل رہی ہیں کیوں زمیں پہ نفرتوں کی آندھیاں

ہم تو سب اہل زمیں ہیں کوئی بیگانہ نہیں

اس کے سجدے کا سلیقہ تو نہیں آیا مجھے

وہ کمال حسن ہے یہ راز انجانا نہیں

صادقہ فاطمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin

Sadiqa Fatimi

chand badli mein nihan tha hum ne ye jaana nahin
waqt ki tarikiyon mein KHud ko pahchana nahin

zindagi ki shorishon mein wo kahan kaise hain ab
bhul jaenge wo hum ko hum ne ye jaana nahin

chal rahi hain kyon zamin pe nafraton ki aandhiyan
hum to sab ahl-e-zamin hain koi begana nahin

us ke sajde ka saliqa to nahin aaya mujhe
wo kamal-e-husn hai ye raaz an-jaana nahin

(516) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin written by Sadiqa Fatimi at UrduPoint. Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin is one of the masterpieces written by Sadiqa Fatimi. You can also find the complete poetry collection of Sadiqa Fatimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiqa Fatimi' above.

Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chand Badli Mein Nihan Tha Humne Ye Jaana Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.