Main Aur Tum, Urdu Nazam By Sadiqa Fatimi

Main Aur Tum is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sadiqa Fatimi. Main Aur Tum comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Main Aur Tum on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اور تم

صادقہ فاطمی

تم سورج میں رنگ کرن

تم ساگر ہو میں موج مگن

تم کھلا سمندر میں قطرہ

تم سچ ہو اور میں افسانہ

تم روشن دن میں شب زادی

تم روشنیاں پھیلاتے ہو

ذرہ ذرہ چمکاتے ہو

میں ایک پجارن دیو داسی

چپکے سے باہر آتی ہوں

اور کرنوں کی اس برکھا میں

اپنا تن من نہلاتی ہوں

تم جیون جوت جگاتے ہو

اور مجھ کو بھی چمکاتے ہو

تم رنگ بھرا مدھو شالہ ہو

اور میں تو خالی پیالہ ہوں

تم دھرتی کا اجیالا ہو

میں رات کا گہرا سناٹا

تم جھلمل جھلمل مالا ہو

میں پیر میں چبھتا اک کانٹا

ہر موسم کا ہو روپ بھی تم

سایہ بھی تم ہو دھوپ بھی تم

میں کون ہوں کوئی بتائے تو

اس گتھی کو سلجھائے تو

صادقہ فاطمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Aur Tum

Sadiqa Fatimi

tum suraj main rang-e-kiran
tum sagar ho main mauj-e-magan
tum khula samundar main qatra
tum sach ho aur main afsana
tum raushan din main shab-zadi
tum raushaniyan phailate ho
zarra zarra chamkate ho

main ek pujaran dew-dasi
chupke se bahar aati hun
aur kirnon ki is barkha mein
apna tan-man nahlati hun
tum jiwan-jot jagate ho
aur mujh ko bhi chamkate ho
tum rang bhara madhu-shaala ho
aur main to KHali pyala hun
tum dharti ka ujyala ho
main raat ka gahra sannaTa
tum jhilmil jhilmil mala ho
main pair mein chubhta ek kanTa
har mausam ka ho rup bhi tum
saya bhi tum ho dhup bhi tum

main kaun hun koi batae to
is gutthi ko suljhae to

(452) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Aur Tum written by Sadiqa Fatimi at UrduPoint. Main Aur Tum is one of the masterpieces written by Sadiqa Fatimi. You can also find the complete poetry collection of Sadiqa Fatimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiqa Fatimi' above.

Main Aur Tum is a widely read Urdu Nazam. If you like Main Aur Tum, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.