Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin, Urdu Ghazal By Sadiqa Fatimi

Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadiqa Fatimi. Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیب و آرائش کے ساماں دل کو بہلاتے نہیں

صادقہ فاطمی

زیب و آرائش کے ساماں دل کو بہلاتے نہیں

زندگی میں اب کہیں بھی پیار کے ناتے نہیں

میکدے ویران ہیں مے کش بھی سب حیران ہیں

موسموں کو کیا ہوا کیوں ابر اب چھاتے نہیں

نفرتوں کی گرم بازاری سے جی گھبرا گیا

اب محبت کے ترانے نغمہ خواں گاتے نہیں

اس نے جو کچھ کہہ دیا سنتے رہے دیکھا کئے

دل کے افسانے زباں پر آہ کیوں آتے نہیں

صادقہ فاطمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin

Sadiqa Fatimi

zeb-o-araish ke saman dil ko bahlate nahin
zindagi mein ab kahin bhi pyar ke nate nahin

mai-kade viran hain mai-kash bhi sab hairan hain
mausamon ko kya hua kyon abr ab chhate nahin

nafraton ki garm-bazari se ji ghabra gaya
ab mohabbat ke tarane naghma-KHwan gate nahin

us ne jo kuchh kah diya sunte rahe dekha kiye
dil ke afsane zaban par aah kyon aate nahin

(422) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin written by Sadiqa Fatimi at UrduPoint. Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin is one of the masterpieces written by Sadiqa Fatimi. You can also find the complete poetry collection of Sadiqa Fatimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiqa Fatimi' above.

Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zeb-o-araish Ke Saman Dil Ko Bahlate Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.