Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai, Urdu Ghazal By Sadiqa Fatimi

Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sadiqa Fatimi. Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عشق کی آنکھ اس لئے نم ہے

صادقہ فاطمی

عشق کی آنکھ اس لئے نم ہے

حسن کی زندگی بہت کم ہے

راز ہستی سمجھ سکا ہے کون

یوں تو ہاتھوں میں ساغر جم ہے

اے مرے ہم سفر سنبھل کے چلو

راستے کا چراغ مدھم ہے

چاند بدلی میں چھپ نہ جائے کہیں

گیسوئے یار آج برہم ہے

اس کی ہر بات ہے مرا ایماں

سر تسلیم آج بھی خم ہے

صادقہ فاطمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai

Sadiqa Fatimi

ishq ki aankh is liye nam hai
husn ki zindagi bahut kam hai

raaz-e-hasti samajh saka hai kaun
yun to hathon mein saghar-e-jam hai

ai mere ham-safar sanbhal ke chalo
raste ka charagh maddham hai

chand badli mein chhup na jae kahin
gesu-e-yar aaj barham hai

us ki har baat hai mera iman
sar-e-taslim aaj bhi KHam hai

(468) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai written by Sadiqa Fatimi at UrduPoint. Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai is one of the masterpieces written by Sadiqa Fatimi. You can also find the complete poetry collection of Sadiqa Fatimi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiqa Fatimi' above.

Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ishq Ki Aankh Is Liye Nam Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.