Udhaar Ke Aansu, Urdu Nazam By Sadiya Sabir Mirza

Udhaar Ke Aansu is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Sadiya Sabir Mirza. Udhaar Ke Aansu comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Udhaar Ke Aansu on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ادھار کے آنسو

سعدیہ صابر مرزا

میں نے اپنے آنسو

بانٹ دئے ہیں بادلوں کو

اور

یہ اب برستے ہیں تو

میرے آنسوؤں کو لے کر

بہت منت کی تھی اس نے میری

میں بھی

اپنی آنکھوں کے تمام آنسوؤں کو

اس کی جھولی میں ڈال کر

مطمئن ہو گئی تھی

اور میری آنکھیں

وہ بھی خشک ہو گئیں

یہ اب کبھی نہیں برستیں

کسی کی خاطر

لیکن بادل برستے ہیں

میرے آنسوؤں کو لے کر

سعدیہ صابر مرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Udhaar Ke Aansu

Sadiya Sabir Mirza

main ne apne aansu
banT diye hain baadalon ko
aur
ye ab baraste hain to
mere aansuon ko le kar
bahut minnat ki thi us ne meri
main bhi
apni aankhon ke tamam aansuon ko
us ki jholi mein Dal kar
mutmain ho gai thi
aur meri aankhen
wo bhi KHushk ho gain
ye ab kabhi nahin barastin
kisi ki KHatir
lekin baadal baraste hain
mere aansuon ko le kar

(257) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Udhaar Ke Aansu written by Sadiya Sabir Mirza at UrduPoint. Udhaar Ke Aansu is one of the masterpieces written by Sadiya Sabir Mirza. You can also find the complete poetry collection of Sadiya Sabir Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sadiya Sabir Mirza' above.

Udhaar Ke Aansu is a widely read Urdu Nazam. If you like Udhaar Ke Aansu, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.