Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai, Urdu Ghazal By Saeed Shabab

Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saeed Shabab. Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بے گناہی ہماری معاف کرتا ہے

سعید شباب

وہ بے گناہی ہماری معاف کرتا ہے

نہ فیصلہ ہی ہمارے خلاف کرتا ہے

سجائے رکھتا ہے خواب و خیال کی دنیا

حقیقتوں کا وہ کب اعتراف کرتا ہے

یہ ایچ پیچ اگر اور مگر یہ تاویلیں

جو صاف دل ہو وہ باتیں بھی صاف کرتا ہے

جو اپنی روح کے اسرار سے نہیں واقف

وہ میرے بارے میں کیا انکشاف کرتا ہے

جو حکم بھی ہوا صادر بس اس کو مان لیا

سعیدؔ دل سے کہاں اختلاف کرتا ہے

سعید شباب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai

Saeed Shabab

wo be-gunahi hamari muaf karta hai
na faisla hi hamare KHilaf karta hai

sajae rakhta hai KHwab-o-KHayal ki duniya
haqiqaton ka wo kab e'tiraf karta hai

ye ech-pech agar aur magar ye tawilen
jo saf-dil ho wo baaten bhi saf karta hai

jo apni ruh ke asrar se nahin waqif
wo mere bare mein kya inkishaf karta hai

jo hukm bhi hua sadir bas us ko man liya
'said' dil se kahan iKHtilaf karta hai

(440) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai written by Saeed Shabab at UrduPoint. Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai is one of the masterpieces written by Saeed Shabab. You can also find the complete poetry collection of Saeed Shabab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saeed Shabab' above.

Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Be-gunahi Hamari Muaf Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.