Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain, Urdu Ghazal By Safar Naqvi

Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safar Naqvi. Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بے چہرگیٔ ذات کا مفہوم رہے ہیں

سفر نقوی

بے چہرگیٔ ذات کا مفہوم رہے ہیں

ہم حلقہ بگوشوں میں بھی معدوم رہے ہیں

تم ناصیہ فرسائی کو در ڈھونڈنے جاؤ

ہم نقش کف پائے انا چوم رہے ہیں

ہم شاعر اکبر کی فصاحت کے نگینے

ہر رنگ میں ہر روپ میں منظوم رہے ہیں

کیا معجزہ اس خاک سے پھوٹے گا جہاں لوگ

پانی سے نہیں پیاس سے محروم رہے ہیں

اے دست یقیں لمس تیقن کا عطا کر

اک عرصے سے ہم نقطۂ موہوم رہے ہیں

اب کون یہ سمجھے گا سفرؔ بر سر مقتل

ہم لرزہ بر اندام ہیں یا جھوم رہے ہیں

سفر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain

Safar Naqvi

be-chehragi-e-zat ka mafhum rahe hain
hum halqa-bagoshon mein bhi madum rahe hain

tum nasiya-farsai ko dar DhunDne jao
hum naqsh-e-kaf-e-pa-e-ana chum rahe hain

hum shair-e-akbar ki fasahat ke nagine
har rang mein har rup mein manzum rahe hain

kya moajiza is KHak se phuTega jahan log
pani se nahin pyas se mahrum rahe hain

ai dast-e-yaqin lams tayaqqun ka ata kar
ek arse se hum nuqta-e-mauhum rahe hain

ab kaun ye samjhega 'safar' bar-sar-e-maqtal
hum larza-bar-andam hain ya jhum rahe hain

(203) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain written by Safar Naqvi at UrduPoint. Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain is one of the masterpieces written by Safar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Safar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safar Naqvi' above.

Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Be-chehragi-e-zat Ka Mafhum Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.