Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega, Urdu Ghazal By Safar Naqvi

Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safar Naqvi. Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر دور تغیر کی زباں ہوتا رہے گا

سفر نقوی

ہر دور تغیر کی زباں ہوتا رہے گا

ہر طرز بیاں نذر خزاں ہوتا رہے گا

تا حشر دو خیمے یہاں آباد رہیں گے

اور ساتھ اجالے کے دھواں ہوتا رہے گا

ہل من کی صدا کانوں سے ٹکراتی رہے گی

محفل میں بھی مقتل کا گماں ہوتا رہے گا

اک یاد سر شام سفر کرتی رہے گی

اور قریۂ جاں کوئے بتاں ہوتا رہے گا

آنکھوں سے فرات غم دل بہتی رہے گی

نا گفتہ ہے جو کچھ وہ بیاں ہوتا رہے گا

چھو چھو کے بدن تیرا ہوا آتی رہے گی

مجذوب ترا رقص کناں ہوتا رہے گا

ان تازہ چراغوں میں تصادم نہ رکے گا

اور میرے اجالوں کا زیاں ہوتا رہے گا

سورج کی شعاعیں پس شب ڈھلتی رہیں گی

جو جو ہے نہاں وہ وہ عیاں ہوتا رہے گا

یہ بات مسلم ہے سفرؔ گردن حق پر

اک خنجر بیداد رواں ہوتا رہے گا

سفر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega

Safar Naqvi

har daur-e-taghayyur ki zaban hota rahega
har tarz-e-bayan nazr-e-KHizan hota rahega

ta-hashr do KHeme yahan aabaad rahenge
aur sath ujale ke dhuan hota rahega

hal-min ki sada kanon se Takraati rahegi
mahfil mein bhi maqtal ka guman hota rahega

ek yaad sar-e-sham safar karti rahegi
aur qarya-e-jaan ku-e-butan hota rahega

aankhon se furaat-e-gham-e-dil bahti rahegi
na-gufta hai jo kuchh wo bayan hota rahega

chhu chhu ke badan tera hawa aati rahegi
majzub tera raqs-kunan hota rahega

in taza charaghon mein tasadum na rukega
aur mere ujalon ka ziyan hota rahega

suraj ki shuaen pas-e-shab Dhalti rahengi
jo jo hai nihan wo wo ayan hota rahega

ye baat musallam hai 'safar' gardan-e-haq par
ek KHanjar-e-bedad rawan hota rahega

(200) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega written by Safar Naqvi at UrduPoint. Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega is one of the masterpieces written by Safar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Safar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safar Naqvi' above.

Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Daur-e-taghayyur Ki Zaban Hota Rahega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.