Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se, Urdu Ghazal By Safar Naqvi

Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Safar Naqvi. Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سوال تم لوگ کر رہے ہو یہ کیسے کیسے مسافروں سے

سفر نقوی

سوال تم لوگ کر رہے ہو یہ کیسے کیسے مسافروں سے

تھکے ہوئے ہیں یہ مدتوں کے نہ پوچھو رستے مسافروں سے

اتار کر سب تھکن کے کپڑے وہ پھر مسافت کو اوڑھتے ہیں

درخت کہتے ہیں دکھ نہ چلنے کا جب بھی ٹھہرے مسافروں سے

ادھر وہ صحرا میں خاک دھنتا ادھر وہ دریا کنارے گم صم

عجیب ہوتے ہیں یہ تعلق مسافروں کے مسافروں سے

وہ جن کے پاؤں کے بوسے لے کر طواف کرتے ہیں آبلے بھی

ہمارے شجرے ہیں ملتے جا کر کے دیکھو ایسے مسافروں سے

تھکن میں جن کی نقوش منزل سما چکے ہوں انہیں بلاؤ

ہمیں ملاؤ نہ ریگزاروں میں خاک اڑاتے مسافروں سے

تو خار پاؤں کے گرد دامن کی اس کے پہلو میں جھاڑ آئے

کسی نے مانگے بڑی توقع سے جب بھی تحفے مسافروں سے

رکے مسافر سے آسماں نے سکوت پایا ثبات سیکھا

زمیں نے رقص و طواف سیکھا ہے راہ چلتے مسافروں سے

کہ یاد گھر کی جو آ گئی تو یہ دو قدم بھی نہ چل سکیں گے

نہ چھیڑو آنگن کی بات گلیوں کا ذکر بھٹکے مسافروں سے

سفر نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se

Safar Naqvi

sawal tum log kar rahe ho ye kaise kaise musafiron se
thake hue hain ye muddaton ke na puchho raste musafiron se

utar kar sab thakan ke kapDe wo phir masafat ko oDhte hain
daraKHt kahte hain dukh na chalne ka jab bhi Thahre musafiron se

idhar wo sahra mein KHak dhunta udhar wo dariya kinare gum-sum
ajib hote hain ye ta'alluq musafiron ke musafiron se

wo jin ke panw ke bose le kar tawaf karte hain aable bhi
hamare shajre hain milte ja kar ke dekho aise musafiron se

thakan mein jin ki nuqush-e-manzil sama chuke hon unhen bulao
hamein milao na regzaron mein KHak uDate musafiron se

to KHar panw ke gard daman ki us ke pahlu mein jhaD aae
kisi ne mange baDi tawaqqo se jab bhi tohfe musafiron se

ruke musafir se aasman ne sukut paya sabaat sikha
zamin ne raqs-o-tawaf sikha hai rah chalte musafiron se

ki yaad ghar ki jo aa gai to ye do qadam bhi na chal sakenge
na chheDo aangan ki baat galiyon ka zikr bhaTke musafiron se

(266) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se written by Safar Naqvi at UrduPoint. Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se is one of the masterpieces written by Safar Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Safar Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Safar Naqvi' above.

Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sawal Tum Log Kar Rahe Ho Ye Kaise Kaise Musafiron Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.