Dil Mera Be-qarar Rahta Hai, Urdu Ghazal By Sagar Sialkoti

Dil Mera Be-qarar Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagar Sialkoti. Dil Mera Be-qarar Rahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Mera Be-qarar Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل مرا بے قرار رہتا ہے

ساغر سیالکوٹی

دل مرا بے قرار رہتا ہے

اک ترا انتظار رہتا ہے

اک مسافر کے پاؤں میں چھالے

اور رستہ غبار رہتا ہے

وہ ستایا ہوا محبت کا

ہر جگہ درکنار رہتا ہے

گھر میں لڑکی جواں ہوئی ہے کیا

فکر اب بے شمار رہتا ہے

میرے سپنے میں آتا ہے اکثر

وہ جو ندیا کے پار رہتا ہے

وہ کٹا سا رہا زمانے سے

اس کے دل میں غبار رہتا ہے

جو مہاجر کٹا کٹا سا تھا

گھر میں وہ تار تار رہتا ہے

ساغر سیالکوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Mera Be-qarar Rahta Hai

Sagar Sialkoti

dil mera be-qarar rahta hai
ek tera intizar rahta hai

ek musafir ke panw mein chhaale
aur rasta ghubar rahta hai

wo sataya hua mohabbat ka
har jagah darkinar rahta hai

ghar mein laDki jawan hui hai kya
fikr ab be-shumar rahta hai

mere sapne mein aata hai aksar
wo jo nadiya ke par rahta hai

wo kaTa sa raha zamane se
us ke dil mein ghubar rahta hai

jo muhajir kaTa kaTa sa tha
ghar mein wo tar tar rahta hai

(290) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Mera Be-qarar Rahta Hai written by Sagar Sialkoti at UrduPoint. Dil Mera Be-qarar Rahta Hai is one of the masterpieces written by Sagar Sialkoti. You can also find the complete poetry collection of Sagar Sialkoti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagar Sialkoti' above.

Dil Mera Be-qarar Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Mera Be-qarar Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.