Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main, Urdu Ghazal By Sagar Sialkoti

Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagar Sialkoti. Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کو چھو کر سنور گیا ہوں میں

ساغر سیالکوٹی

اس کو چھو کر سنور گیا ہوں میں

سنگ خوشبو بکھر گیا ہوں میں

نیک سیرت پری سا چہرہ تھا

کر کے سجدہ گزر گیا ہوں میں

جسم جاں سے جدا تو ہونا تھا

کون جانے کدھر گیا ہوں میں

لمس پا کر تمہارے پاؤں کا

دل سے دل میں اتر گیا ہوں میں

فیض اس کے بھلا نہ پاؤں گا

یاد آئے جدھر گیا ہوں میں

کام اک نیک ہو گیا مولا

ڈوب کر پھر ابھر گیا ہوں میں

ہار جانے کا غم نہیں ساغرؔ

ہار کر بھی سنور گیا ہوں میں

ساغر سیالکوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main

Sagar Sialkoti

us ko chhu kar sanwar gaya hun main
sang KHushbu bikhar gaya hun main

nek sirat pari sa chehra tha
kar ke sajda guzar gaya hun main

jism jaan se juda to hona tha
kaun jaane kidhar gaya hun main

lams pa kar tumhaare panw ka
dil se dil mein utar gaya hun main

faiz us ke bhula na paunga
yaad aae jidhar gaya hun main

kaam ek nek ho gaya maula
Dub kar phir ubhar gaya hun main

haar jaane ka gham nahin 'saghar'
haar kar bhi sanwar gaya hun main

(322) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main written by Sagar Sialkoti at UrduPoint. Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main is one of the masterpieces written by Sagar Sialkoti. You can also find the complete poetry collection of Sagar Sialkoti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagar Sialkoti' above.

Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usko Chhu Kar Sanwar Gaya Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.