Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai, Urdu Ghazal By Saghar Mehdi

Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Saghar Mehdi. Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب کے پردے میں اک آواز لگا جاتا ہے

ساغر مہدی

شب کے پردے میں اک آواز لگا جاتا ہے

شمع سی کوئی اندھیرے میں جلا جاتا ہے

لفظ و معنی سے جدا صوت و صدا سے محروم

غم کی تہذیب میں کچھ یوں بھی کہا جاتا ہے

میرے لہجے میں تشکر کے سوا کچھ بھی نہیں

تیرے چہرے کا یہ کیوں رنگ اڑا جاتا ہے

شکریہ نکہت گل بوئے چمن موج نسیم

کوئی جھونکا مرے آنگن میں بھی آ جاتا ہے

ہر غزل کہہ کے یہ محسوس ہوا ہے ساغرؔ

دل میں جو تھا وہی کہنے سے رہا جاتا ہے

ساغر مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai

Saghar Mehdi

shab ke parde mein ek aawaz laga jata hai
shama si koi andhere mein jala jata hai

lafz-o-mani se juda saut-o-sada se mahrum
gham ki tahzib mein kuchh yun bhi kaha jata hai

mere lahje mein tashakkur ke siwa kuchh bhi nahin
tere chehre ka ye kyon rang uDa jata hai

shukriya nikhat-e-gul bu-e-chaman mauj-e-nasim
koi jhonka mere aangan mein bhi aa jata hai

har ghazal kah ke ye mahsus hua hai 'saghar'
dil mein jo tha wahi kahne se raha jata hai

(513) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai written by Saghar Mehdi at UrduPoint. Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai is one of the masterpieces written by Saghar Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Saghar Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Saghar Mehdi' above.

Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab Ke Parde Mein Ek Aawaz Laga Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.