Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna, Urdu Ghazal By Sagheer Riyaz

Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagheer Riyaz. Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بچا کر کچھ نہ کچھ ایمان رکھنا

صغیر ریاض

بچا کر کچھ نہ کچھ ایمان رکھنا

جلے ہاتھوں میں بھی گلدان رکھنا

کفن کا قرض بھی لینا پڑے گا

مہاجن سے ابھی پہچان رکھنا

میں اک اک شعر کو تعویذ کر لوں

مرے چاروں طرف لوبان رکھنا

کئی دیوان غائب ہو چکے ہیں

نہ اردو گھر میں تم دربان رکھنا

سلیماں زاد اوندھے سر پڑے ہیں

ہواؤں کا نہ اطمینان رکھنا

ثواب جاں کی نا ممکن حدوں میں

گناہوں کا بھی کچھ امکان رکھنا

کہیں ایسا نہ ہوں سب ڈوب جائیں

ریاضؔ اندازۂ طوفان رکھنا

صغیر ریاض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna

Sagheer Riyaz

bacha kar kuchh na kuchh iman rakhna
jale hathon mein bhi gul-dan rakhna

kafan ka qarz bhi lena paDega
mahajan se abhi pahchan rakhna

main ek ek sher ko tawiz kar lun
mere chaaron taraf loban rakhna

kai diwan ghaeb ho chuke hain
na urdu-ghar mein tum darban rakhna

sulaiman-zad aundhe sar paDe hain
hawaon ka na itminan rakhna

sawab-e-jaan ki na-mumkin hadon mein
gunahon ka bhi kuchh imkan rakhna

kahin aisa na hon sab Dub jaen
'riyaz' andaza-e-tufan rakhna

(567) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna written by Sagheer Riyaz at UrduPoint. Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna is one of the masterpieces written by Sagheer Riyaz. You can also find the complete poetry collection of Sagheer Riyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagheer Riyaz' above.

Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bacha Kar Kuchh Na Kuchh Iman Rakhna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.