Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi, Urdu Ghazal By Sagheer Riyaz

Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sagheer Riyaz. Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے بغیر دل و جاں کی خیریت کیسی

صغیر ریاض

ترے بغیر دل و جاں کی خیریت کیسی

جو بادشاہ نہیں ہے تو سلطنت کیسی

وہ جس کی نسل میں ایمان بھی تجارت ہے

بتاؤ ایسے قبیلے کی مغفرت کیسی

پناہ دھوپ کے صحرا میں ڈھونڈنے والو

جہاں مکاں ہی نہیں ہے وہاں پہ چھت کیسی

ہمارا نام ہی جب باغیوں میں لکھا ہے

عدالتوں سے پھر اپنی مصالحت کیسی

کئے ہیں خون سے جنگل نے دستخط جس پر

لگا حساب کہ ہوگی وہ شہریت کیسی

صغیر ریاض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi

Sagheer Riyaz

tere baghair dil-o-jaan ki KHairiyat kaisi
jo baadshah nahin hai to saltanat kaisi

wo jis ki nasl mein iman bhi tijarat hai
batao aise qabile ki maghfirat kaisi

panah dhup ke sahra mein DhunDne walo
jahan makan hi nahin hai wahan pe chhat kaisi

hamara nam hi jab baghiyon mein likkha hai
adalaton se phir apni musalahat kaisi

kiye hain KHun se jangal ne dastaKHat jis par
laga hisab ki hogi wo shahriyat kaisi

(574) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi written by Sagheer Riyaz at UrduPoint. Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi is one of the masterpieces written by Sagheer Riyaz. You can also find the complete poetry collection of Sagheer Riyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sagheer Riyaz' above.

Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Baghair Dil-o-jaan Ki KHairiyat Kaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.