Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain, Urdu Ghazal By Sahar Ali

Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Ali. Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زاویے بہاروں کے سب حسین ہوتے ہیں

سحر علی

زاویے بہاروں کے سب حسین ہوتے ہیں

جھوٹ کے سبھی موسم بے یقین ہوتے ہیں

ہم بھی جان کر ان سے عہد و پیماں کرتے ہیں

اس کے جھوٹے وعدے بھی دل نشین ہوتے ہیں

جھیلتے ہیں سارا دکھ لب پہ کچھ نہیں لاتے

درد کی رفاقت کے جو امین ہوتے ہیں

سیپ میں ہی رہتے ہیں صورت صدف بن کر

دل میں یاد کے موتی یوں مکین ہوتے ہیں

استوار رکھتے ہیں زندگی سے سب رشتے

عشق کرنے والے بھی کیا ذہین ہوتے ہیں

سحر علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain

Sahar Ali

zawiye bahaaron ke sab hasin hote hain
jhuT ke sabhi mausam be-yaqin hote hain

hum bhi jaan kar un se ahd-o-paiman karte hain
us ke jhuTe wade bhi dil-nashin hote hain

jhelte hain sara dukh lab pe kuchh nahin late
dard ki rifaqat ke jo amin hote hain

sip mein hi rahte hain surat-e-sadaf ban kar
dil mein yaad ke moti yun makin hote hain

ustuwar rakhte hain zindagi se sab rishte
ishq karne wale bhi kya zahin hote hain

(473) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain written by Sahar Ali at UrduPoint. Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain is one of the masterpieces written by Sahar Ali. You can also find the complete poetry collection of Sahar Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Ali' above.

Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zawiye Bahaaron Ke Sab Hasin Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.