Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai, Urdu Ghazal By Sahar Ali

Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Ali. Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیری آنکھوں سے دوستی ہوئی ہے

سحر علی

تیری آنکھوں سے دوستی ہوئی ہے

تب کہیں جا کے روشنی ہوئی ہے

اب تجھے عذر کیا ہے آنے میں

دیکھ برسات بھی تھمی ہوئی ہے

یہ خسارہ تو میں اٹھا چکی ہوں

یہ محبت تو میں نے کی ہوئی ہے

صرف یہ شام ہی نہیں ہے سرد

برف باتوں میں بھی جمی ہوئی ہے

تم سے اتنا بھی کہہ نہیں پائی

تم سے مل کر مجھے خوشی ہوئی ہے

اتنے برہم ہو کس لیے آخر

کیا محبت میں کچھ کمی ہوئی ہے

سحر علی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai

Sahar Ali

teri aankhon se dosti hui hai
tab kahin ja ke raushni hui hai

ab tujhe uzr kya hai aane mein
dekh barsat bhi thami hui hai

ye KHasara to main uTha chuki hun
ye mohabbat to main ne ki hui hai

sirf ye sham hi nahin hai sard
barf baaton mein bhi jami hui hai

tum se itna bhi kah nahin pai
tum se mil kar mujhe KHushi hui hai

itne barham ho kis liye aaKHir
kya mohabbat mein kuchh kami hui hai

(513) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai written by Sahar Ali at UrduPoint. Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai is one of the masterpieces written by Sahar Ali. You can also find the complete poetry collection of Sahar Ali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Ali' above.

Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Teri Aankhon Se Dosti Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.