Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye, Urdu Ghazal By Sahar Mahmood

Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Mahmood. Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو ہیں ہوس کے پجاری وہ مال و زر کے لیے (ردیف .. ن)

سحر محمود

جو ہیں ہوس کے پجاری وہ مال و زر کے لیے

نہیں ہے خوف انہیں خوں کا خوں بہانے میں

تمام عہد جوانی گزر گیا یوں ہی

انہیں ہمیں اور ہمیں ان کو آزمانے میں

کسی سے کچھ نہ کہیں گے ہوں لاکھ غم اب تو

بہت ہے ذلت و رسوائی غم سنانے میں

تمام عمر مرا غم سے بس رہا رشتہ

مزہ سا آنے لگا مجھ کو زخم کھانے میں

سنا ہے رب اسے عقبیٰ میں بخش دیتا ہے

سزائیں دیتا ہے جس کو سحرؔ زمانے میں

سحر محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye

Sahar Mahmood

jo hain hawas ke pujari wo mal-o-zar ke liye
nahin hai KHauf unhen KHun ka KHun bahane mein

tamam ahd-e-jawani guzar gaya yun hi
unhen hamein aur hamein un ko aazmane mein

kisi se kuchh na kahenge hon lakh gham ab to
bahut hai zillat-o-ruswai gham sunane mein

tamam umr mera gham se bas raha rishta
maza sa aane laga mujh ko zaKHm khane mein

suna hai rab use uqba mein baKHsh deta hai
sazaen deta hai jis ko 'sahar' zamane mein

(723) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye written by Sahar Mahmood at UrduPoint. Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye is one of the masterpieces written by Sahar Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Sahar Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Mahmood' above.

Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Hain Hawas Ke Pujari Wo Mal-o-zar Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.