Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein, Urdu Ghazal By Sahar Saeedi

Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahar Saeedi. Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چنگاریوں کا رقص تھا بجھتے الاؤ میں

سحر سعیدی

چنگاریوں کا رقص تھا بجھتے الاؤ میں

کل رات ایک قتل ہوا تھا پڑاؤ میں

کیا اس کے جی میں آئی تھی وہ شخص کون تھا

اک چیخ کھو گئی تھی ندی کے بہاؤ میں

دنیا نے اس کی بات نہ مانی یہ اور بات

سنجیدگی ضرور تھی اس کے سجھاؤ میں

ہیں زیر آب گوہر نایاب بے شمار

کیا کیا سمیٹ لائیں گے چھوٹی سی ناؤ میں

یہ کون اپنے رخ کا سویرا لیے ہوئے

چپکے سے آ گیا مرے سونے پڑاؤ میں

اس جیسا کوئی دوسرا ملتا نہیں سحرؔ

مشہور تھا وہ شخص بہت رکھ رکھاؤ میں

سحر سعیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein

Sahar Saeedi

chingariyon ka raqs tha bujhte alaw mein
kal raat ek qatl hua tha paDaw mein

kya us ke ji mein aai thi wo shaKHs kaun tha
ek chiKH kho gai thi nadi ke bahaw mein

duniya ne us ki baat na mani ye aur baat
sanjidgi zarur thi us ke sujhao mein

hain zer-e-ab gauhar-e-nayab be-shumar
kya kya sameT laenge chhoTi si naw mein

ye kaun apne ruKH ka sawera liye hue
chupke se aa gaya mere sune paDaw mein

us jaisa koi dusra milta nahin 'sahar'
mashhur tha wo shaKHs bahut rakh-rakhaw mein

(196) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein written by Sahar Saeedi at UrduPoint. Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein is one of the masterpieces written by Sahar Saeedi. You can also find the complete poetry collection of Sahar Saeedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahar Saeedi' above.

Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chingariyon Ka Raqs Tha Bujhte Alaw Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.