Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیر ہونے نہ دیا ہمت عالی نے مجھے

صہبا اختر

زیر ہونے نہ دیا ہمت عالی نے مجھے

سر کشیدہ ہی رکھا سرو‌‌ خیالی نے مجھے

اتنے چہرے تو نہ تھے ارژنگ مانی کو نصیب

جتنے چہرے دئے آئینہ خیالی نے مجھے

میں نے منسوب کیا خون جگر سے ورنہ

شعر بخشے ترے رخسار کی لالی نے مجھے

دل نے رزاق دو عالم کو پکارا کیا کیا

رہ میں روکا جو کسی دست سوالی نے مجھے

یہ قلمروئے سخن ہے تو چلو یوں ہی سہی

ملک تفویض کیا جو مرے والی نے مجھے

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe

Sahba Akhtar

zer hone na diya himmat-e-ali ne mujhe
sar-kashida hi rakha sarw-KHayali ne mujhe

itne chehre to na the arzang-e-mani ko nasib
jitne chehre diye aaina-KHayali ne mujhe

main ne mansub kiya KHun-e-jigar se warna
sher baKHshe tere ruKHsar ki lali ne mujhe

dil ne razzaq-e-do-alam ko pukara kya kya
rah mein roka jo kisi dast-e-sawali ne mujhe

ye qalam-ru-e-suKHan hai to chalo yun hi sahi
mulk tafwiz kiya jo mere wali ne mujhe

(444) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zer Hone Na Diya Himmat-e-ali Ne Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.