Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main, Urdu Ghazal By Sahba Akhtar

Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahba Akhtar. Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس طریقے کو عداوت میں روا رکھتا ہوں میں

صہبا اختر

اس طریقے کو عداوت میں روا رکھتا ہوں میں

اپنے دشمن کے لیے حرف دعا رکھتا ہوں میں

میں فقیری میں بھی اہل زر سے بہتر ہی رہا

کچھ نہیں رکھتا مگر نام خدا رکھتا ہوں میں

میں کبھی تنہا نہیں ہوتا سر کنج چمن

وہ نہ ہوں تو ہاتھ میں دست صبا رکھتا ہوں میں

میں نے کم کھویا سوا پایا ہے کار عشق میں

دل جہاں تھا اب وہاں اک دل ربا رکھتا ہوں میں

جانے کب آ جائے وہ صہبا مثال فصل گل

اس لیے ویرانۂ دل کو سجا رکھتا ہوں میں

صہبا اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main

Sahba Akhtar

is tariqe ko adawat mein rawa rakhta hun main
apne dushman ke liye harf-e-dua rakhta hun main

main faqiri mein bhi ahl-e-zar se behtar hi raha
kuchh nahin rakhta magar nam-e-KHuda rakhta hun main

main kabhi tanha nahin hota sar-e-kunj-e-chaman
wo na hon to hath mein dast-e-saba rakhta hun main

main ne kam khoya siwa paya hai kar-e-ishq mein
dil jahan tha ab wahan ek dil-ruba rakhta hun main

jaane kab aa jae wo sahba misal-e-fasl-e-gul
is liye virana-e-dil ko saja rakhta hun main

(467) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main written by Sahba Akhtar at UrduPoint. Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main is one of the masterpieces written by Sahba Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Sahba Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahba Akhtar' above.

Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Tariqe Ko Adawat Mein Rawa Rakhta Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.