Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut, Urdu Ghazal By Sahil Ahmad

Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahil Ahmad. Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کی آنکھوں میں تھی گہرائی بہت

ساحل احمد

اس کی آنکھوں میں تھی گہرائی بہت

کیوں ستاتی ہے یہ تنہائی بہت

ہجر کی سوغات کیا لائی بہت

بے تحاشہ یاد بھی آئی بہت

پیچ و خم زلفوں کا سارا کھل گیا

رات بھر آنکھوں میں لہرائی بہت

کیوں چمک اٹھتی ہے بجلی بار بار

اے ستم گر لے نہ انگڑائی بہت

گھر سے ساحلؔ آ کے لوٹی دھوپ کیا

ہو گئی میری تو رسوائی بہت

ساحل احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut

Sahil Ahmad

us ki aankhon mein thi gahrai bahut
kyun satati hai ye tanhai bahut

hijr ki saughat kya lai bahut
be-tahasha yaad bhi aai bahut

pech-o-KHam zulfon ka sara khul gaya
raat bhar aankhon mein lahrai bahut

kyun chamak uThti hai bijli bar bar
ai sitamgar le na angDai bahut

ghar se 'sahil' aa ke lauTi dhup kya
ho gai meri to ruswai bahut

(504) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut written by Sahil Ahmad at UrduPoint. Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut is one of the masterpieces written by Sahil Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Sahil Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahil Ahmad' above.

Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uski Aankhon Mein Thi Gahrai Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.