Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara, Urdu Ghazal By Sahir Bhopali

Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahir Bhopali. Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے عجیب کشمکش میں غم آرزو کا مارا

ساحر بھوپالی

ہے عجیب کشمکش میں غم آرزو کا مارا

نہ تو عرض غم کا یارا نہ کہے بغیر چارا

کہیں اس سے حال کیا جو نہ سمجھ سکے اشارا

غم عشق کو یہ ذلت نہیں حشر تک گوارا

میں نہیں ہوں موج مضطر جو ہو بے قرار ساحل

میں غریق بحر غم ہوں مجھے ڈھونڈ لے کنارا

مجھے کیا مٹا سکیں گے غم ہجر کے یہ طوفاں

کہ ابھی ہے میرے بس میں تری یاد کا سہارا

نہ کہیں کا مجھ کو رکھا تری آرزو نے ظالم

میں جہاں بھی جا کے ڈوبا وہیں مل گیا کنارا

مری سخت جانی برحق مگر اس کا پوچھنا کیا

ترے ہجر کا زمانہ بنا جس طرح گزارہ

میں حریف کشمکش ہوں ہے جگہ مری تلاطم

جسے موت کی ہو خواہش وہی ڈھونڈ لے کنارا

ترے پوچھنے کے صدقے غم دل کا ماجرا کیا

ترے لطف نے جلایا تری بے رخی نے مارا

مری آرزو اور ان کو کہیں خواب تو نہیں ہے

یہ کہاں چمک رہا ہے مرے بخت کا ستارا

ہے عجیب چیز ساحرؔ یہ مقدر وفا بھی

کہ اسی کو ہم نے چاہا جو نہ ہو سکے ہمارا

ساحر بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara

Sahir Bhopali

hai ajib kashmakash mein gham-e-arzu ka mara
na to arz-e-gham ka yara na kahe baghair chaara

kahen us se haal kya jo na samajh sake ishaara
gham-e-ishq ko ye zillat nahin hashr tak gawara

main nahin hun mauj-e-muztar jo ho be-qarar-e-sahil
main ghariq-e-bahr-e-gham hun mujhe DhunD le kinara

mujhe kya miTa sakenge gham-e-hijr ke ye tufan
ki abhi hai mere bas mein teri yaad ka sahaara

na kahin ka mujh ko rakkha teri aarzu ne zalim
main jahan bhi ja ke Duba wahin mil gaya kinara

meri saKHt-jaani bar-haq magar is ka puchhna kya
tere hijr ka zamana bana jis tarah guzara

main harif-e-kashmakash hun hai jagah meri talatum
jise maut ki ho KHwahish wahi DhunD le kinara

tere puchhne ke sadqe gham-e-dil ka majra kya
tere lutf ne jalaya teri be-ruKHi ne mara

meri aarzu aur un ko kahin KHwab to nahin hai
ye kahan chamak raha hai mere baKHt ka sitara

hai ajib chiz 'sahir' ye muqaddar-e-wafa bhi
ki usi ko hum ne chaha jo na ho sake hamara

(455) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara written by Sahir Bhopali at UrduPoint. Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara is one of the masterpieces written by Sahir Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Sahir Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahir Bhopali' above.

Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Ajib Kashmakash Mein Gham-e-arzu Ka Mara, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.