Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak, Urdu Ghazal By Sahira Begum

Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sahira Begum. Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ملے ہیں نقش پا ان کے جہاں تک

ساحرہ بیگم

ملے ہیں نقش پا ان کے جہاں تک

اجالا ہی اجالا ہے وہاں تک

دھندلکے ہی دھندلکے دور تک ہیں

وہ عالم ہے زمیں سے آسماں تک

بڑھیں گے ہاتھ جب بھی ظلمتوں کے

نہ اٹھے گا چراغوں سے دھواں تک

حقیقت جانتی ہے جس کو دنیا

خیال و خواب ہے دنیا وہاں تک

اندھیرا ہی اندھیرا ہے ہر اک سو

امیدیں ساتھ ہیں لیکن کہاں تک

ملے گی کیا کسی رہرو کو منزل

بھٹکتا ہے امیر کارواں تک

یہ کن راہوں سے گزرے ساحرہؔ ہم

نہیں تھا سایۂ ابر رواں تک

ساحرہ بیگم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak

Sahira Begum

mile hain naqsh-e-pa un ke jahan tak
ujala hi ujala hai wahan tak

dhundalke hi dhundalke dur tak hain
wo aalam hai zamin se aasman tak

baDhenge hath jab bhi zulmaton ke
na uTThega charaghon se dhuan tak

haqiqat jaanti hai jis ko duniya
KHayal-o-KHwab hai duniya wahan tak

andhera hi andhera hai har ek su
umiden sath hain lekin kahan tak

milegi kya kisi rahraw ko manzil
bhaTakta hai amir-e-karwan tak

ye kin rahon se guzre 'sahira' hum
nahin tha saya-e-abr-e-rawan tak

(441) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak written by Sahira Begum at UrduPoint. Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak is one of the masterpieces written by Sahira Begum. You can also find the complete poetry collection of Sahira Begum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sahira Begum' above.

Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mile Hain Naqsh-e-pa Un Ke Jahan Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.