Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena, Urdu Ghazal By Sajid Hameed

Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajid Hameed. Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری آنکھوں میں نور بھر دینا

ساجد حمید

میری آنکھوں میں نور بھر دینا

چاہے پھر چور چور کر دینا

آشیانہ بنا رہا ہوں میں

رزق دینا تو شاخ پر دینا

فطرت دہر کا بھرم رہ جائے

دل کی ندیا کو اک بھنور دینا

تنہا تنہا بتا کٹے کیوں کر

گر سفر دے تو ہم سفر دینا

کتنی مایوسیاں ہیں لہرائی

زندگی کو نئی سحر دینا

آگ بھڑکے گی زہر اترے گا

حسن کو عشق کی نظر دینا

ساجد حمید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena

Sajid Hameed

meri aankhon mein nur bhar dena
chahe phir chur chur kar dena

aashiyana bana raha hun main
rizq dena to shaKH par dena

fitrat-e-dahr ka bharam rah jae
dil ki nadiya ko ek bhanwar dena

tanha tanha bata kaTe kyun kar
gar safar de to ham-safar dena

kitni mayusiyan hain lahrai
zindagi ko nai sahar dena

aag bhaDkegi zahr utrega
husn ko ishq ki nazar dena

(448) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena written by Sajid Hameed at UrduPoint. Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena is one of the masterpieces written by Sajid Hameed. You can also find the complete poetry collection of Sajid Hameed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajid Hameed' above.

Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Aankhon Mein Nur Bhar Dena, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.