Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi, Urdu Ghazal By Sajid Siddiqi Lakhnavi

Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sajid Siddiqi Lakhnavi. Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں ہے آشیاں لیکن ہے خاک آشیاں باقی

ساجد صدیقی لکھنوی

نہیں ہے آشیاں لیکن ہے خاک آشیاں باقی

زمانے میں محبت کا ابھی تک ہے نشاں باقی

بڑی حسرت سے میرا تذکرہ کرتے ہیں وہ اکثر

ہے میرے بعد بھی صد شکر میری داستاں باقی

زمانہ ایسا کچھ بدلا ہے ہم تیرہ نصیبوں کا

نہ جادہ ہے نہ منزل اور نہ منزل کا نشاں باقی

چمن والوں کا احساس غلامی جاگ اٹھا ہے

نہیں رہ سکتی اب تو یہ جفائے باغباں باقی

نقوش سجدہ کو میرے حقارت سے نہ دیکھو تم

انہیں سجدوں کی تابش سے ہے حسن داستاں باقی

سلوک ایسا کیا اے باغباں تیری نگاہوں نے

گلستاں میں نہیں ہے اب بہار گلستاں باقی

مخالف باغباں ہو یا فلک بیزار ہو ہم سے

رہے گا حشر تک اپنا چمن میں آشیاں باقی

گیا وہ وقت جب ملتے تھے آپس میں محبت سے

دلوں میں اب سے اے ساجدؔ خلوص دل کہاں باقی

ساجد صدیقی لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi

Sajid Siddiqi Lakhnavi

nahin hai aashiyan lekin hai KHak-e-ashiyan baqi
zamane mein mohabbat ka abhi tak hai nishan baqi

baDi hasrat se mera tazkira karte hain wo aksar
hai mere baad bhi sad-shukr meri dastan baqi

zamana aisa kuchh badla hai hum tira-nasibon ka
na jada hai na manzil aur na manzil ka nishan baqi

chaman walon ka ehsas-e-ghulami jag uTTha hai
nahin rah sakti ab to ye jafa-e-baghban baqi

nuqush-e-sajda ko mere hiqarat se na dekho tum
inhin sajdon ki tabish se hai husn-e-dastan baqi

suluk aisa kiya ai baghban teri nigahon ne
gulistan mein nahin hai ab bahaar-e-gulsitan baqi

muKHalif baghban ho ya falak bezar ho hum se
rahega hashr tak apna chaman mein aashiyan baqi

gaya wo waqt jab milte the aapas mein mohabbat se
dilon mein ab se ai 'sajid' KHulus-e-dil kahan baqi

(325) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi written by Sajid Siddiqi Lakhnavi at UrduPoint. Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi is one of the masterpieces written by Sajid Siddiqi Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Sajid Siddiqi Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sajid Siddiqi Lakhnavi' above.

Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Hai Aashiyan Lekin Hai KHak-e-ashiyan Baqi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.